रविवार, 26 नवंबर 2017

Golu Lodhi


Kbhi Kbhi Ye Sub Apna Khayal Lgta Hai
Wo Mera Hai Ya Nhi Uljha Sawal Lgta Hai
Main Wafa Kr K B Badnamiyoun Main Ho
Wo Bewafa Ha Mgar Bemisal Lgta Hai…


Wafa K Rang May Dubi Her Shaam Tere Liye
Ye Nazar Ye Nagar Meri Hr Sans Tere Liye
Tu Mehekta Rahe Chandni Raton Ki Tarah
Is Dost Ka Har Din Har Sham Tere Liye…



Tujhe Yaad Karte Hain Har Sans K Bad
Kabhi Subh Se Pehle Kabi Sham K Bad
Kabhi Milo To Kuch Karen Batein

Ek Jam Se Pehle Ek Jam Ke Bad
Dil Ki Dewaron Pe Tera Nam Likte Hain
Kabhi Fursat Mein Kabhi Kaam Ke Bad
Mere Marne K Bad B Log Tujhe Pukarenge
Kabhi Mere NAAM Se Pehle Kabhi Mere NAAM K Bad



Rishton Ki Ye Dunya He Nirali
Sab Rishto Se Pyari He Dosti Tumhari
Manzor Hain Anso Bi Akhon Mai Hamari
Agar Ajae Muskan Hoton Mai Tumhari…

Mohabbat Ka Pata Bataya Nahi Jata

Kisi Dost Ko Kabhi Bhulaya Nahi Jata
Apko Rakha Hai “Dil” Main Us Jaga Par
Jaha Har Kisi Ko Sajaya Nahi Jata…


Tumhari Pasand Hamari Chahat Banjae
Tumhari Muskrahat Dil Ki Rahat Banjae
Khuda Khushyon Se Itna Khush Kr De Apko
K Apko Khush Dekhna Hamari Adat Banjae…


Maante Hain Sara Jahan Tere Saath Ho Ga
Khushi Ka Har Lamah Tere Paas Ho Ga

Jis Din Toot Jain Gi Saansein Humari
Us Din Humari Kami Ka Ehsaas Ho Ga…


Kbhi Kbhi Ye Sub Apna Khayal Lgta Hai
Wo Mera Hai Ya Nhi Uljha Sawal Lgta Hai
Main Wafa Kr K B Badnamiyoun Main Ho
Wo Bewafa Ha Mgar Bemisal Lgta Hai…

Wafa K Rang May Dubi Her Shaam Tere Liye
Ye Nazar Ye Nagar Meri Hr Sans Tere Liye
Tu Mehekta Rahe Chandni Raton Ki Tarah
Is Dost Ka Har Din Har Sham Tere Liye…

Wohi Gardashain Wohi Paich-O-Kham Tere Baad Bhi,
Wohi Houslay Mere Dum Ba Dum Tere Baad Bhi,
Tere Sath Thi Teri Jafa Mujhay Mo’atabar,
Tere Saaray Gham Mujhay Mohtaram Tere Baad Bhi,
Mere Sath He Meri Har Khushi Teri Muntazir,
Teri Muntazir Meri Chasham-E-Namm Tere Baad Bhi,
Tu Kisi K Qalab-O-Arzoo Mein Dhal Gaya,
Main Na Ho Saka Kabhi Khud Mein Zamm Tere Baad Bhi,
Mere Baad Kitnay He Roop Tu Ne Badal Liye,
Main Wohin Hoon Ab Teri Qasam Tere Baad Bhi …



Teri Khushiyo Pr Muskrane Ko Ji Chata He
Ho Tujhe Dard To Udas Hone Ko Ji Chata He
Teri Muskurhat Hi Itni Pyari He K
Tujhe Bar Bar Hansane Ko Ji Chahta Hai…


Zindgi Ko Ek Rangeen Sapna Samjo
Dukh Ko Sach Or Sukh Ko Apna Samjo
Bhulna Chahte Ho Sabhi Ghmo Ko To
Zindgi Me Is Sms Bhejne Wale Ko Apna Samjo…



Ek Hasti Hai Jo Jaan Hai Meri
Jo Aan Se B Barh Kar Maan Hai Meri
Khuda Hukam De To Kardon Sajda Usey
Q K Wo Koi Aur Nahi “Maa” Hai Meri…


Meri Zindagi Ka Koi Sahara Nahi Hai
Is Jahaan Mein Koi Humara Nahi Hai
Thamaa Jo Un Ka Daaman To Wo Hass Kar Bole
Dost Ye Daaman Tumhara Nahi Hai…
Pal Pal Ki Dosti Ka Waada Hai
Apnapan Kuch Itna Zyada Hai
Na Sochna Ke Bhul Jayen Gay Hum Aap Ko
Zindagi Bhar Satane Ka Irada Hai..


Ye Arzu Thi K Aisa B Kuch Hua Hota
Meri Kami Ne Tujhe Bhi Rula Diya Hota
Mai Loat Ati Tere Pass Ek Lamhe Main
Tere Labon Ne Mera Nam To Liya Hota…



Hasrato ki nigaho pe shaqt pehra hai,

Na jaane kis umeed par dil thehra hai,

Teri chahaton ki kasam ae dost,

Apni dosti ka rishta to pyaar se bhi gehra hai



Dil Ko Hum Se Churaya AapNe,
Door Hote HuA Apna Banaya AapNe,

Kabhi Bhool Nahi Payenge Aap Ko,

Kyu Ki Yaad Rakhana Sikhaya AapNe



Dosto Ki Kami Ko Pehchante Hain Hum.
Duniya Ke Ghamon Ko Bhi Jante Hain Hum.
Aap Jaise Dosto Ke Hi Sahare.
Aaj Bhi Has Kar Jeena Jante Hai Hum…



Teri palkon pe khwab rakh gaya koi
Teri saanso pe naam likh gaya koi
Chalo wada raha bhool jana hame
Agar humse achha yaar tumhe mil gaya koi

Teri dosti mein khud ko mehfooz maante hain,
Hum doston mein tumhe sabse azeez maante hain.
Teri dosti ke saaye mein zinda hain,
Hum to tujhe khuda ka diya hua tabeez maante hain

Tere dosti me ek nasha hai,
Tabhi to yeh saari duniya hamse khafa hai,
Naa karo hamse itni dosti,
Ki dil hi hamse puchhe teri dhadkan kahan hai

Kon kehta hai dost ki tumse humari judaai hogi,
yeh afwaah zroor kissi dushman ne udaayi hogi,
shaan se rahenge tumahre dil mein hum,
itne dino mein kuch to jagah bnayi hogi



Jo dil ke karib hi nahi saanso me base ho,
Dost sache agar sath ho to roya nahi karte.
Jo ho jeene ki wajah vo har pal yaad aate hai,
Gum me bhi sukun de ese doston ko khoya nahi karte


Dosti wo ehsaas hai jo mit nahi sakta,
Dosti wo parwat hai jo jhuk nahi sakta,
iski kimat kya hai ye mujhse pucho,
Ye wo anmol moti hai jo beekta nahi

Hansi chupana kisi ko gawara nahi hota,
Har musafir zindagi ka sahara nahi hota,
Milte hain log is tanha zindagi mein par,
Har koi dost tumsa pyaara nahi hota

Dosti to ek sahil hai tufanon ke liye,
Dosti ek aaina hai armanon ke liye,
Dosti ek mehfil hai anjano ke liye,
Dosti ek khwaish hai aap jaisa dost paane ke liye

Faasle mitake dilon me pyaar rakhna,
Dosti ka rashta yunhi bekarar rakhna,
Maana ki bahut pyaare pyaare dost hain aapke,
Par un sab ke baad is nacheez ko bhi yaad rakhna…

Kuch Rishte Anjane Me Ban Jate He
Pehle Dil Se Fir Zindgi Se Jud Jate He
Kehte Hai Us Daur Ko Dosti
Jisme Anjane Na Jane Kab Apne Ban Jate hai.

Rishton ki dori kamzor hoti hai,
Aankhon ki baatein dil ki chor hoti hain,
Khuda ne jab bhi poocha dosti ka matlab,
Hamari ungli aapki aur hoti hai…

Kuch Log Jo Aankhon Mein Rhe Dil Mein Rhenge Ab,
Bas Jagaah Bdal Rhee Hai Koi Duri Nhi Hai,
Hum Aap Sey Mil Naa Sake Jab Dil Chahey Milna,
Faaslon K Bad Bhi Aisi Mazburi Nhi Hai…

Kuch kehna chahti hun aaj me tumse,
Par na tu hai na tera saaya hai,
Ghut rahi hun ander hi ander mein,
Aaj to teri yaadon se bhi mujhe chain mil paaya hai


Kadmo ki duri se dilo ke fasle nhi badte,
Dur hone se ehsas nhi marte,
Kuch kadmo ka fasla hi sahi hamare beech,
Lekin aisa koi pal nhi jab hum apko yad nhi krte.

Aapka rishta mere suron ka saaz hai,
Aap jaise apno par hamein naaz hai,
Chahe kuch bhi ho jaaye zindagi mein,
Ye rishta kal bhi waisa rahega jaisa aaj hai

Kar dijiye maaf agar ho gayi ho koi khata,
Is kadar meri chahat ka imtehan na lijiye,
Kyu ho khafa ye bayan to kijiye,
Kar dijiye maaf agar ho gay koi khata,
Yun yaad na karke saza to na dijiye


Kyu Mushkilon Me Saath Dete Hain Dost,
Kyun Gam Ko Baant Lete Hain Dost,
Na Rishta Khoon Se Na Riwaaz Se Bandha,
Fir Bhi Zindagi Bhar Saath Dete Hain Dost



Rang Dikhati Hai Yeh Zindagi Kitne
Gaer Bhi Ho Jaate Hai Ikk Pal Mein Apne
Na Jana Kabhi Sapno Ki Duniyaa Mien
Toot Jata Hai Dil, Toot Te Hain Jab Sapne…



Jaati Nai Aankhon Se Surat Teri…..
Na Jaati Hai Dil Se Mohabbat Teri
Tere Jaane Ke Baad Hota Hai Mehsoos Yu
Humein Aur Bhi Jyada Hai Zaroorat Teri



Parchaee Aapki Humare Dil Me Hai,
Yaade Aapki Humari Aankhon Me Hai.
Kaise Bhulaye Hum Aapko,
Pyar Aapka Humari Saanson Me Hai



Fiza Mein Mehakti Saam Ho Tum
Pyaar Mein Jhalakta Jaam Ho Tum
Sine Mein Chupaye Phirte Hain Hum Yaadein Tumhari
Isliye Meri Zindagi Ka Dusra Naam Ho Tum….



Kuch sochun to tera khayal aa jaata hai,
Kuch bolun to tera naam aa jaata hai,
Kab tak chupaon dil ki baat,
Uski har ada par mujhe pyaar aa jaata hai



Yaadien aksar hoti hain satane ke liye,
Koi rooth jaata hai phir maan jaane ke liye,
Rishte nibhana koi muskil to nahi,
Bas dilon me pyaar chahiye use nibhane ke liye



Tanhaiyon me muskurana ishq hai,
Ek baat ko sab se chupana ishq hai,
Yun to neend nahi aati hamein raat bhar,
Magar sote sote jagna aur jagte jagte sona ishq hai.



Zindagi ek chahat ka silsila hai,
Koi mil gaya to koi bichad gaya,
Jise har pal maanga maine duaon mein,
Khuda se mujhe wo bina maange hi mil gaya



Hum Itne Sweet Nahi, Ki Diabeties Hojaye!
Na Itne Salty Ki, B.P. Badha Jaye!!
Na Itane Tasty Ki Maza Aajaye,
Par Itne Kadwe Bhi Nahi Ki Yaad Na Aye


Dil tootna sazaa hai mohabbat ki,
dil jodna ada hai dosti ki.
Maange jo kurbani woh hai mohabbat,
jo bin maange ho jaye kurban wo hai dosti hamari



Dost aisi tadap hai jo dil se nahi nikala jata,
Dil mein chupi aag ko bujahaya nahi jata,
Kitni bhi duri ho dosti mein,
Aap jaise dost ko bhulaya nahi jata



Khushiyon Per Fizaon Ka Pehra Hai
Na Jane Kis Umeed Pe Dil Thehra Hai
Aapki Aankhon Se Jhalakte Dard Ki Qasam
Ye Dosti Ka Rishta Pyar Se Bhi Gehra Hai



Sadgi Main Ek Ada Itni Pyari Lagi
Apki Dosti Humko Subse Nirali Lagi
Yeh Na Tootay Kabhi Yahi Dua Hai
Kyn Ke Yahi Is Duniya Mai Hum Ko Hamari Lagi



Khuda Ki Banai Qudrat Nahi Dekhi
Dilon Main Chupi Dolat Nahi Dekhi
Jo Kehta Hai Doori Se Mit Jati Hai Dosti
Us Ney Shayud Hamari Dosti Nahi Daikhi



Jasbaate Ishq Naakaam Naa Hone Denge,
Dil Ki Duniya Mein Kabhi Shaam Naa Hone Denge,
Dosti Ka Har Ilzaam Apne Sar Par Le Lenge,
Par Dost Hum Tumhe Badnaam Na Hone Denge

Bachpan Key Din Bhi Kitny Achhe Hotey They
Tab Dil Nahi Bas Khiloney Tuta Krte They
Ab Ek Aansoo Girey Toh Saha Nhi Jaata,
Bachpan Mein Toh Dil Bhur Key Royaa Krte They



Wafa Ka Dariyaa Kabhie Rukta Nahin
Ishq Mein Premi Kabhi Jhukta Nahin
Khamosh Hain Hum Kisi Ke Khushi Ke Liye
Na Socho Ke Hamara Dil Dukhta Nahin!




Aesa Jagaya Aapne Ke Ab Tak Na So Sake
Yun Rulaya Aapne Ke Mehfil Mein Hum Ro Na Sake
Na Jaane Kya Baat Hai Aap Mein Sanam
Mana Hai Jabse Tumhe Apna Kisi Ke Hum Ho Na Sake.


Duniya Hai Patthar Ki Jazbaat Nahi Samajhti
Dil Mein Jo Chhupi Hai Who Baat Nahi Samajhti
Chand Tanha Hai Taaro Ki Baraat Mein
Dard Magar Chand Ke Zalim Raat Nahi Samajhti



Mar Kar Tamanna Jeene Ji Kishe Nhi Hoti
Ro Ke Khush Hone Ki Tamanna Kishe Nhi Hoti
Keh Toh Diya K Jee Le Ge Apno Ke Bagair
Par Apno Ki Tamanna Kise Nahi Hoti!



Sab Phoolon Ki Juda Kahani Hai
Khamoshi Bhi Toh Pyar Ki Nishaani Hai
Na Koi Zakham Hai, Fir Bhi Aesa Ehsaas Hai
Yun Mahsoos Hota Hai Koi..
Aaj Bhi Dil Ke Paas Hai
                        Golu lodhi shayariRead more

कोई टिप्पणी नहीं:

एक टिप्पणी भेजें