शुक्रवार, 24 नवंबर 2017

Golu lodhi

Patthar ki duniya jazbaat nahi samjhati,
dil mein kya hai wo baat nahi samajhati,
tanha to chaand bhi sitaaron ke bhich mein hai,
par chaand ka dard wo raat nahi samjhati 



Zindgi ek rail gadi hai, kabhi naa rukne wali
Har rah par milte hain musafir, naa rukne ke liye
Kabhi kabhi thoda ka saath dekar yeh kafilaa aksar
Kisi anjaan rah par chor dete , naa rukne ke liye… 




Yaad Sataaye Kisi Kit Oh Koi Kya Kare
Dil Milne Ko Chahe Kisi Se Toh Koi Kya Kare
Sapno Mein Hoti Hai Mulaqaat, Log Kehte Hain
Par Pyar Mein Neend Hi Na Aaye Toh Koi Kya Kare…




Dushman Chaahe
Kitna Bhi Achha Dost Bun Jaaye Uss
Ka Aetbaar Nahi Karna Chahiye
Kyonki Paani Ko Chaahe Jitney Bhi Garam Kar Lo
Par Who Aag Nahi Bhuja Sakta




Hamesha Har Gulaab Pe Titliyaan Nahi Aati
Hamesha Har Rone Pe Siskiyaan Nahi Aati
Hamesha Hum Yaad Karte Hain Aapko Dil Se
Par Na Jaane Kyon Aapko Hichkiyaan Nahi Aati 




Na Need Aaye Raaton Ko

Na Chaen Aaye Din Bhar
Khuda Se Puchha Maine..
Kya Ye Pyar Ka Bukhaar Hai?
Khuda Ne Jawaab Diya..
Arre Nahi Garmi Mei Sabka Hi Aesa Haal Hai…




Aarzoo Ke Diye Dil Mein Jalte Rahnege!
Meri Aankhon Se Ansoo Nikalte Rahenge!
Dil Mein Roshni Toh Karo Tum Shama Ban Ke,
Mom Banker Hum Yunhi Pighalte Rahenge



Parchhayi Meri Bhi Maine Tere Naam Kar Rakhi Hai
Har Saans Meri Tere Naam Kar Rakhi Hai
Tere Inkaar Ne Itna Paagal Bana Diya Hai
Duniya Ne Meri Zindagi Badnaam Kar Rakhi Hai 



Yaadon me aake halchal mat machao 
Dil me base ho dil ko mat satao 
Yaadon me aake halchal mat machao 
Yaadon me aake halchal mat machao 
Meri nazar se dekho tu itne kareeb ho. 
Dil me ek aag si lagye ho… 
Yaadon me aake halchal mat machao
Sanso me tum kuch iss tarah samay ho…. 
Yaadon me aake halchal mat machao 
Dil me base ho dil ko mat satao
Yaadon me aake halchal mat machao



Agar Bhigne Ka Itna Hi Shaukh Hai Baarish Me,
To Dekho Meri Aankho Me,
Baarish To Har Ek Ke Liye Barasti Hai,
Lekin Ye Aankhe Sirf Tumhare Liye Barasti Hai 



Humne jise dil-o-jaan se jise chaha,
Us bewafa ne kisi aur ko chaha,
Pata nahi hum kyu unke liye fariyad karte hai,
Jo pyar ke bahane hume barbad karte hai 



Zindagi Se Poocho Ye kya Chahti Hai,
Bus Ek usi ki Wafa Chahti hai,
Kitni Masoom or Nadan hai Zindagi,
Khud Bewafa hai or Wafa Chahati hai… 



Aaj jarurat hai jiski wo paas nahi hai,
Ab unke dil me wo ehsas nahi hai,
Tadapte hai do pal baat karne ko,
Shayad ab waqt hamare liye unke pass nahi hai 



Kya Batau Mera Haal Hai Kaisa,
Ek Din Guzarta Hai Ek Saal Jaisa,
Tadapta Hu Is Kadar Bewafayi Me Uski,
Ye Tan Banta Ja Raha Hai Kankaal Jaisa… 



Hum ne waqt se bohut wafa ki lekin
Waqt humse bewafaai kar gaya
Kuch humare naseeb boore the
Kuch logon ka humse jee bhar gaya 



Tum Na Mile Hote To Mene Raaste Na Badle Hote
Ab Saath Chor Gye Ho
In Anjane Rasto Pe
Ab Me Kidher Jau Ab Me Kidher Jau..? 



Chahe Tho Hame Dil Se Mita Dena,
Chahe Tho Hame Dil Se Bhula Dena,
Magar Aye Jo Kabhi Mere Yad, Aye Jaan…
Rona Mat Sirf Muskura Dena 



Dukh Nahi Waha Fasana Jahan Hai Tera
Khushi Dhoondhe Hamesha Aashiyana Tera
Zindagi Mein Tu Kabhi Udaas Na Ho
Duniyaa Yeh Yaad Rakhe Muskurana Tera



Manzilo se apni door na jana
raste ki pareshanio se toot na jana
jab bhi jarurat ho zindgi me kisi apne ki
hum aapke apne hai ye bhool na jana… 



Pyar me Kuch Kuch Hota Hai
Pyar me Dil To Pagal Hai
Pyar me Kabhi Khushi Kabhi Gham
Pyar ek aisi Paheli hai jo Na Tum Jano Na Hum… 



Har Kisi Ke Naseeb Mein Saccha Pyar Pana Nahi Hota,
Sab Kismat Ka Khel Hai, Kisi Ka Koi Dosh Nahi Hai..
Mujhe Pata Hai Ke Mere Naseeb Mein Sirf Tadap, Judai
Aur Nafrat Hi Bachi Hai…Khush Rehne .. 



Gulab ki mehak bhi fiki lagti hai,
Kaun si khushbu mujme basa gayi ho tum,
Zindgi hai kya teri chahat ke siva,
Yeh kaisa khwab aankho ko dikha gayi ho tum… 



Dua karte hain hum sar jhuka ke,
Aap apni manzil ko paye.
Agar aapki rahon me kabhi andhera aaye,
To roshni ke liye khuda humko jalaye… 



Jo tum chaaho wo tumhaare ho,
Roshan raate aur khoobsurat sawera ho,
Jaari rakhege ham duao ka silasila,
Kee kaamyaab har manjil pe dost hamara ho 



Dil me aap ki yaaden karli hein makaam
umr bhar aapki yaad rahegi paigham
Dil me aap ki yaaden karli hein makaam
umr bhar aapki yaad rahegi paigham
Aap ki is dosti ne kardiya hame ghulam
Are ..jaathe jaathe usthaadon lelo hamari salaam 

Excellence is the result of
Caring more than others think is wise,
Risking more than others think is safe.
Dreaming more than others think is practical
‘n Expecting more than others think is possible. 



Jab Kuch Sapne Adhure Reh Jate Hain,
Tab Dil Ke Dard Ansu Ban Ke Beh Jate Hain,
Jo Kehte Ki Hum Sirf Aap Ke Hain,
Pata nahi Kaise Alvida Keh Jate Hain 



Dil mein har raaz daba ke rakte hai,
Honton pe muskurahat saja ke rakte hai,
Ye duniya sirf kushi mein saath deti hai,
Isliye hum apne ansuon ko chupa ke rakte hai… 



Badalna aata nahi humko mausmon ki tarah
Har ek rut mein tera intejar karte hain
Na tum samet sakogi jise qyamat tak
Kasam tumhari tumhe itna pyar karte hain… 



Hum aapki nafrat ko bhi pyaar samajh lenge,
Kyunki nafrat wahi karti hai jo pyaar karti hai,
Mante hain ki hum bewafa hi sahi,
Par bewafa hoke bhi aapse hi pyaar karte hain… 



Yun to sadmo mein bhi hans lete tha hum,
Aaj kyun bewajah rone lage hum,
Barso se hatheliyan khali hi rahi meri,
Phir aaj kyun laga ki sab khone lage hain hum… 



Humse pucho kya hota hai pal pal bitana,
Bahut mushkil hota hai dil ko samjhana,
Yaar zindagi to beet jaegi,
Bas mushkil hota hai kuch logon ko bhul jaana 



Wo Kehti Hai –
Tumhe Shabdon Ki Neevn Rkhna,
Deewaren Banna aur chahat ki neevn rakhna,
Bahut Achhe Se Aata Hai…Zara Puchiye Unse -
Agar Itne Achhe Se Aata Hai To,
Aise Kyun Tod Gayi Mere Aashiyaane Ko



Phool bankar muskarana zindagi,

muskarake gum bhulana zindagi,

jeet kar koi khush ho to kya hua,

haar kar khushiya manana bhi zindagi...



Aapki muskan hamari kamzori hai, 
Keh na pana hamari majburi hai, 
Aap kyon nahin samajhte is khamoshi ko, 
Kya khamoshi ko zuban dena zaruri hai? 



Ikraar mein shabdon ki ehmiyat nahi hoti, 
Dil ke jazbaat ki awaaz nahi hoti, 
Aankhen bayaan kar deti hain dil ki daastan, 
Mohabbat lafzon ki mohtaaz nahi hoti! 



Kitna bhi chaho na bhol paoge 
Kitna bhi chaho na bhol paoge 
Hum se jitna dur jao nazdik pao ge 
Humein mita sakte ho to mita do 
yaadein meri, magar.. 
kya sapno se juda kar pao ge humein. 



Yaadon ki parchayee mein ab to aaye tera hi cehra 
Tu abhi tak iss baat se hai anjaan main hoon deewana tera 
Izhaar-e-mohabaat karne to bahot baar socha maine 
Par har baar tere hi aks ne roka hai rastaa mera 



Na chaho kisi ko itna ki 
chahat aapki majburi ban jaye, 
chaho kisi ko itna ki aapka pyaar
uske liye jaruri ban jaye 



Pani main pathar mat pheko 
Koi pani pita hai 
Pani main pathar mat pheko
Koi pani pita hai 
Apne chehre par muskuhart sajaye rakha karo 
Koi isi muskan ke liye jita hai 



Sabhi nagme saaz mein gaye nahi jaate, 
sabhi log mehfil mein bulaaye nahi jaate, 
kuch paas reh kar bhi yaad nahi aate, 
kuch dur reh kar bhi bhoolaye nahi jaate... 





Har pal ne kaha ek pal se... 
Pal bhar ke liye aap mere samne aa jao... 
pal bhar ka saath kuch aisa ho... 
ki har pal tum hi yaad aao... 



Humse door jayoge kaise, 
Dil se hume bhulayoge kaise, 
Hum to vo khusboo hain jo aapki 
saanso mein baste hain, 
Khud ki saanso ko rok payoge kaise 



Jab tanhai me aapki yaad aati hai, 
Hontho pe ek hi fariyad aati hai. 
Khuda aapko har khushi de, 
Kyonki aaj bhi hamari har khushi aapke baad aati hai.. 



Talaash Karo koi tumhe mil jayega, 
Magar hamari tarha tumhe kaun chahega, 
Zarur koi chahat ki nazar se tumhe dekhega, 
Magar ankhein hamari kahan se layega..!! 



Jab Khamosh Aankho Se Baat Hoti Hai 
Aise Hi Mohabbat Ki Suruwat Hoti Hai 
Tumhare Hi Khayalo Mein Khoye Rehte Hain 
Pata Nahi Kab Din Kab Raat Hoti Hai 



Khud Ko Khud Ki Khabar Na Lage, 
Koi Achha B Is Kadar Na Lage, 
Aap Ko Dekha Hai Bas Us Nazar Se,
Jis Nazar Se Aap Ko Nazar Na Lage... 


Zarurat hi nai alfaaz ki, 
pyaar to cheez hai bas ehsaas ki, 
paas hote to manzar hi kya hota, 
dur se hi khabar hai hume aapki har saans ki... 


Kashish honi chahiye kisi ko yaad karne ki, 
lamhe to apne aap mil jayenge, 
waqt hona chahiye kisi ko milne ka, 
bahane to apne aap hee mil jayenge. 



Lamhe judai ke bekarar karte hain, 
Haalat meri mujhe laachar karte hain, 
Aankhe meri pad lo kabhi, 
Ham khud kaise kahe ki 
hum aapse pyaar karte hain.


Ajeeb si kashish hai aap me
Ki hum aap k khayalon me khoye rehte hai 

Ye soch kar k aap khawabo me aao ge 
Hum din me bhi soya karte hai. 



Badalna aata nahi humko mousmo ki tarah 
Har ek roop main tera intezaar karte hain 
Na tum samet sakogi jise qayamat tak 
Kasam tumhari tumhe itna pyar karte hain. 



Apke aane se zindagi kitni khubsoorat hai, 
Dil me basayi hai jo woh apki hi surat hai, 
Dur jaana nahi humse kabhi bhulker bhi, 
Hume har kadam per aapki zarurat hai. 


Lamhe ye suhane saath ho na ho,
kal me aaj jaisi koi baat ho na ho, 
aapka pyar hamesha is dil mei rahega, 
chahe poori umar mulaqat ho na ho.. 



Na kabhi muskurahat tere hothon se duur ho.. 
Teri har khwahish haqiqat ko manzoor ho.. 

Ho jaye jo tu mujhse khafa.. 
Khuda na kare mujhse kabhi aisa kasoor ho.. 



Honth keh nahi sakte jo fasana dil ka, 
Shayad nazar se woh baat ho jaye. 
Is umeed mein karte hain intezaar raat ka 
ke shayad sapne mein mulaqat ho jaye. 

Kisi mod par hum aapko khone nahi denge,
Juda hona chaho to bhi hone naho denge. 
Chandani rato me aayegi meri yaad, 
Meri yaad ke woh pal aapko sone nahi dengE... 



Kaun kaheta he aapse hamari ladai hogi, 
Yeh afwa kisi aur ne udai hogi. 
Shaan se rahenge aapke dil me hum, 
Itne dino me humne kuch to jagah banayi hogI..... 



Agar hum na hote to tume gazal kaun kehta, 
Tumhare haseen chahere ko kawal kaun kehta.. 
Yeh Mahobbat hi hai janab, 
Warana poattharo ko TAJ-MAHAL kaun kehta…. 



Nakarate shikayat zamane se koi
Agar manane se maan jata koi. 
Kisi ko kyon yaad karata koi ? 
Agar bhulane se bhul jaata koi…..!!!!!!! 



Ret me naam kabhi likhte nahi,,, 
Ret pe likhe naam kabhi tikte nahi, 
Tumne hume patthar dil to keh diya 
Par e dost patthar pe likhe naam kabhi mitate nahi !!!!!!!!!!! 



Kabhi to ki hogi suraj ne chand se mahobbat, 
Tabhi to chaand me daag hai,,, 
Mumkin hai, chaand ne ki hogi bewafai, 
Tabhi to suraj me into aag hai !!!!!!!! 



Maine Khuda se ek dua maangi, 
Dua mein apni mout maangi, 
Khuda ne kaha mout to main tujhe de sakta hoon magar, 
Uska kya karoon Jisne dua mein teri lambi umar maangi. 



Laher aati hai kinaare se palat jaati hai, 
yaad aati hai aur dil mein simat jaati hai, 
laher aur yaad mein farq sirf itna hai ki, 
laher bewaqt aur yaad har waqt aati hai.




Tapish suraj ki hoti hai, jalna zameen ko padta hai 
kasur ankhon ka hota hai, tadpana dil ko padta hai 



Zindagi sabko milay jaroori to nahi, 
mohobat sabko milay jaroori to nahi, 
kuch log bahut yaad aate hai zindagi mein, 
wo bhi hume yaad kare ye jaroori to nahi...



Aansuon ko bahut samjhaya ki tanhayi mein aaya karo, 
mehfil mein aaake humara mazaak na udaaya karo,
is par aansun tadap kar bole, 
itne logon mein aapko tanha paate hain isliye chale aate hain...... 



Tez dhadkanoon ko sunkar bhi tumhe 
pyar ki khabar nahi hoti.... 
kya mehsoos karoge tum dil ka dard,
dil ke tutne ki to awaaz bhi nahi hoti...... 



Naa chaho kisi ko itna, 
ki chahat tumari majburi ban jayee, 
chaho kisi ko itna, 
ki tumhara pyar uske le jaruri ho jaye..... 



Raat kya dhali, Sitare Chale Gaye.
Gairon se kiya Gila jab, Apne Chale Gaye 
Jeet to sakte the Hum Ishq ki bazi
magar Tumhe jitane ke liye hum harte chale gaye.... 



Ik Din Baharon Ke Phool Murjha Jayenge, 
Jab Bhoole Se Kabhi Hum Yaad Aayenge, 
Ehsaas Hoga Tumhe Hamari Dosti Ka, 
Jab Door Bahut Door Hum Tumse Chale Jayenge. 



kadam kadam pe hawaon se talukh rakhna, 
dosti ke daur pe dosti ka aasra rakhna, 
hamari yaadon ki khushboo jarur aayegi, 
aap bas apne dil ka darwaja khula rakhna. 



Tuj Ko Chaha Bi To Izzhar Na Karna Aya 
Kat Gai Umer,Humain Piyar Na Karna Aya 
Tum Ne Manga Bi Karna Aya Ager Kuch To Judaie Mangi 
Aur Hum The Humain Inkar Na kerna aya 



Is kadar humari chahat ka imtihaan mat lijiye, 
Kyu ho khafa ye bayan to kijiye,,,, 
Kar dijiye maaf agar ho gayi koi khata, 
Yu yaad na kar ke saza to na dijiye !!!!!!!!! 


Aankho ki zubaan wo samaj nahi pate,
Hoth magar kuch keh nahi pate,,,,, 
Apni bebasi kis tarah kahe hum, 
Koi hai jiske bina hum reh nahi patE !!!!!!!! 


Fiza me mahekati ek shaam ho tum, 
Pyaar me chalakata ek jaam ho tum,,,,,, 
Sine me chupaye firate he hum yaad tumhari, 
Meri zindgi ka dusara naam ho tuM!!!!!!!!!!!!



Dil hi dil me hum unse pyaar karate he,
Chup-chap unki mahobbat ka intezaar karate hai,,,,,,, 
Jin raho par unka chalana mushkil hai, 
Unhi raho pe hum unka intezaar karate haIIII !!!!!!!!!!!!!!! 



Jaye janaza to unki gali se to unke dar par thehra dena, 
Haath jo uthe dua ke liye to, muh se nakaab utha dena,,,,,,,, 
Itna bhi na kar sake koi, to maut ki khabar suna dena,
Wajah puche koi maut ki, to mahobbat bata denA !!!!!!!!!!!!!!! 



Laut jati hai duniya gam hamara dekhakar,
Jaise laut jaati hai lahere kinara dekhkar,,,,,
Tu kandha na dena mere janaze ko, 
Kahi fir se zinda na ho jau tere aasu dekhkaRRRRR !!!!!!!~~~! 



Ek hi din me begaane ho gaye ...
kal tak haqeekat thhe, ab afsaane ho gaye ...
shayad tujhpe mar mittne ka hi junoon hai,
ke tere is sitam ke bhi hum deewane ho gaye ... 



Ek hi shaher me rehte hain, phir bhi mil nahin paate hain ...
tumse to achchhe tumhaare khwaab hain, jo aankh band karte hi chale aate hain . 



Ek Din Bahaaron Ke Phool Murjhaa Jaayenge,
Jab Bhule Se Kabhi Hum Yaad Aayenge,
Ehsaas Hoga Tumhe Hamaari Dosti Ka,
Jab Door, Bahut Door Hum Tumse Chale Jaayenge.




Ehsaan doston pe jataane nahin hotey,
karz dosti me chukaane nahin hotey,
bas salaamat rahe dosti humaari...
yeh woh rishtey hain jo kabhi puraane nahin hotey...



Zindagi jaise ek sazaa si ho gayi hai ...
gham ke sagar me is kadar kho gayi hai ...
tum aa jao wapas ye guzaarish hai meri 
shayad mujhe tumhaari aadat si ho gayi hai ...




Zamaane se nahin to tanhaayee se darta hun ...
pyaar se nahin to ruswayee se darta hun ...
milne ki umang to bahut hoti hai dil me,
magar milne ke baad teri judaai se darta hun ...



Zindagi nahin humein doston se pyaari,
doston pe haazir hai jaan hamari
aankhon me hamari aansoo hai to kya,
jaan se bhi pyaari hai muskaan tumhaari ...

Zulfon ko failaa kar, jab koi mehbooba kabar par roti hai
to mehsoos hota hai ki maut bhi kitni haseen hoti hai ...



Jab dosti ki dastaan waqt sunaayega,
humko bhi koi shaqs yaad aayega,
tab bhool jaayenge zindagi ke ghamon ko ...
jab aapke saath guzara zamaana yaad aayega .. -



Jaane kitne hi armaan aansoo-on me dhal jaate hain 
hota hai kabhi yun bhi ki tabassum se lab chhil jaate hain .



Tasveer ban gaya hoon, tasveer dekhkar ...
rooh khil gayi hai yaar ki taqdeer dekhkar ...



Tumne chaha nahin warna haalaat badal sakte thhe
mere aansoo tumhaari aankhon se nikal sakte thhe
tum to thahre rahe jheel ke paani ki tarah
dariya banke bahte to bahut door nikal sakte thhe


Dil se dil badi mushkil se milte hain ...
toofan me sahil badi mushkil se milte hain ...
yun to mil jaate hain hazaaron magar,
aap/hum jaise dost badi mushkil se milte hain ...



Dawaa bhi kaam na aaye, koi dua na lage ...
mere khuda kissiko pyaar ki hawa na lage ...
dard kaafi hai bekhudi ke liye ...
maut lazmi hai zindagi ke liye 


Dil se khayaal-e-yaar ko ttaale huve to hain 
hum jaan de ke dil ko sambhaale huve to hain


Dikhaai detaa agar jahaanmein ...
kyon dhoondte usko aasmaan mein
kitaab tumne nayi uttha li ...
rukey thhe hum kal ki daastaan mein


Khushbo ki tarah aap ke pas bikhar jayenge,
Saas banker aapke dil me utar jayenge, 
Zara mehsoos karne ki koshish to kijiye, 
Dur hokar bhi aapke paas nazar aayengEEE….!!!!!!! 



Dhalati shaam ka khula ehsaas hai, 
Mere dil me teri jagah kuch khaas hai. 
Tum nahi yaha malum hai mujhe,
Par dil yeh kehta hai tu yahi mere aas-paas haIIII….!!!!!!!!! 



Kisi ne kuch bataya tak nahi; Baar baar pata puch ne ke baad 
Aasuo ka samunder mila muje ; magar Janaaza mere uthne ke baad 
Muje itni khwaish de de ki ; har khwaish pe dum nikale
Dil ke sabhi armaan pure kar de ; ki jaan bhi nikale to kam nikalEEEE…..!!!!!!! 



Mohobbat ko naam majburi diya, 
Kambaqt haste haste chhoot gaye 
Ginati gairo ki karte rahe hum 
Dekha to bus apne hi loot gayeEEEE…..!!!!!!!!!!!!!!!!!! 



Matlab ki is duniya me, 
Kaun kisi ka hota hai. 
Wohi dhokha deta hai, 
Jis par pura bharosa hota haIIIII…. !!!!!!!!! 



Woh mausam who bahaar bhi uske samne kam thi, 
Uske saath guzara woh waqt, who fiza bhi num thi.
Par kya kare aye zaalim hum ye bhul hi gaye, 
Apne hatho me woh Mohobbat ki lakeer hi kam thiIIIII…….!!!!!!!!!!

Har khamoshi ka matlab inkaar nahi hota, 
Har naakamiyabi ka matlab haar nahi hota, 
Kya hua agar hum unkho pa na sake, 
Sirf pane ka matlab pyaar nahi hotAAAAAAAA !!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!! 
Golulodhi

कोई टिप्पणी नहीं:

एक टिप्पणी भेजें