रविवार, 26 नवंबर 2017

Golu Lodhi



Dard kafi hai, bekhudi ke liye,
Maut zaruri he zindgi ke liye.
Kaun marata hai kisi ke liye,
Lekin hum to zinda hai sirf aapki mohobbat ke liyEEEEEEE….!!!!!!!!!!!!!!111                             
Mohobbat ke bazar me hamara bhi kuch naam,
Yaha pata nahi chalata kaun acha kaun badnaam he.
Subah unki yaad me unki yaad me sham he,
Yaha koi Kisi ka nahi, bus dil ki katl-e-aam hEEEEEE ………!!!!!!!!!!!!!!!!!!! .                               
Chand hasta hain, chandi muskurati hain,
Tum yaad karo ya na karo,
Tumhari yaad aati hain.

Anjaan bankar aaye the ,
Pehchan dekar chale gaye,
Yaar bankar aaye the,
Pyaar dekar chale gaye.

Na chaaho kisiko itna ki,
Tumhari chaahat tumhari majboori banjaye,
Par chaho kisi ko itna..,
Ki tumhari chahat uske liye zaroori banjaye.

Tujhe dekhe bina teri tasveer bana sakti hoon,
Tujhe dekhe bina tera haal bata sakti hoon .
Hain meri mohabbat mein itna dum ki…….
Tere aakhon ka aasoon apne aakhon se gira sakti hoon.

Pani mein pather mat pheko,
Usse koi aur bhi peeta hain,

Jeena hain to haskar jiyo
Kyonki tumhe dekhkar koi aur bhi jeeta hain.

Aye Bewafaa tera chehra…
bhool jaane ke kaabil nahi,
Tu khubsoorat to bohot hain……
Magar dil lagane ke kaabil nahi.

Aap kya saath de ge ?

Aap kya pyaar karege?
Dil to humne diya hain…
Hum hi sazaa bhugtein ge.

Savera kya hua, sitaron ko bhul gaye
Suraj kya nikla ,Chand ko bhul gaye.
Guzare kya kuch pal humare bina,
Aap to hume hi bhool gaye

Aansu tere nikle,
To aakhen meri ho,
Dil tera dhadke ,
Toh dhadkan meri ho.
Pyaar itna gehra ho ki….

Saanse teri ruke,to maut meri ho.
Raat din tumhe yaad kartein hain,
Raat din the dua karte hain,
Aye khuda unhe khush rakhna …
Jinhe hum pyaar karten hain.

Hichkiyon se ek baat ka ehsaas hota hainki…
Koi hume yaad karta to hain.
Beshak mile naa aaya……
Par kuch lamhe hum par barbaad karta to hain.

Roz yeh kjhayaal aata hai zahan me
Kal zindagi kis raah par hogi
Har din isi soch mein guzarta hain
ab aur kitno se mulaaqat hogi


Wo dosti hi kya
jo jatayee na ja sake
wo mohabbat hi kya
jo batayee na ja sake
wafaaye to is duniya
mein hain bahut
par wo wafaaye hi kya
jo nibhayee na ja sake

Dua karte hai hum sar jhukaye,
Aae dost tu apni manzil ko paye,
Agar kabhi teri raho mein andhera aaye,
Roshni ke liye khuda hum ko jalaye

Aansuo me mat dhundho hamain,
dil main hum bas jayenge,
tamanna ho agar milne ki,
to band aankho main bhi nazar aayenge

Dilon ki kashmakash ko
samajhna nahin aasan
lab khamosh hi rehte hai
magar aankhen de jaati hai pegaam
mohabbat jazba hi kuch aisa hai dosto
ki jaane kitne aashique chad jaate hai parwaan.

Har Dhadkan Me Ek Raaz Hota Hai,
Har Baat Ko Batane Ka Ek Andaz Hota Hai,
Jab Tak Thokar Na Lage Bewafai Ki,
Har Kisi Ko Apane Pyaar Par Naaz Hota Hai!...

Gum teri judai kaa, kuch ess tarah dhota gaya
Ki siskiyan bhar bhar ke saari raat main rota gaya
Kab subah hui eska hosh bhi nehi raha
bas darkhato deevaro ko yuu hi dekhta raha
Hai ajaab yeh zindagi kya kya sitam dhayagi
silsila teri yaadon kaa to umar bhar chalta gaya..

Jitna pyar paya hai tumse,
Ussse aur jyada pane ko jee chahata hai,
Jane who kaun se khoobi hai aap mein,
ki har rishta aapse banane ko jee chahata hai.

Raat gujri phir mehekti subah ayi,
dil dhadka phir tumhari yaad ayi,
aanko ne mehsoos kiya uss hawa ko ,
jo tumhe chhukar hamare pass ayi.

Fulo ki tarah hansti raho,
Kaliyo ki tarah muskurati raho,
Khuda se mangta hu itna dua
Ki tum mujhe hamesa yad karti raho.

Raat ki khamoshi raas nahi aati,
Meri parchayi bhi ab mere paas nahi aati,
Kuch aati hai toh bas teri yaad,
jo aakar ek pal bhi mujhse door nahi jaati

Who gujar jata hai jhonke ki tarah
Milne aata hai na milne ki tarah
Maut se seekh raha hoon jina
Doobta dil bhi hai ek tinke ki tarah


Chirago se andhere door ho jate,
toh chand ki chahat hamme na hoti,
Agar katt sakti akeli ye jindagi,
To apki jaroorat hamme na hoti..


Dil k zakhmo par mat ro mere yaar,
wkt har zkhma kaa marham hota hai,
dil se jo sachaa pyaar kare,
unka to khuda bhi deewana hota hai..

Chahane se koi baat nahi hoti,
thode se andhere se raat nahi hoti,
jinhe chahate hai jaan se zyada,
unse aaj kal mulakaat hi nahi HOTI.-

Yeh sach hai ki aaa jata hai shohrat ka Asar.
insaan to kiya dar-o-deewar badal jate hai.
Aur bewafa badle ya naa badle.
Waqt aane par wafadar badal jate hai.

Kisiko apna banane me der lagti hai,
ek vada nibhane me der lagti hai,
pyar to pal bhar me ho jata hai,
magar unhe bhulane me umar lagti hai.

Nasha hum karte hai ilzam sharab ko diya jata hai
per isme kusoor sharab ka nahi unka hai
jinka chehra hamein har jaam mein nazar aata hai.

Is kadar hamari chahat ka imteha na lijiye,
kyon ho humse khafa ye bayan to kijiye,
kar dijiye maaf agar ho gayi humse khata,
yu khamosh rehkar hume saza na dijiye

Khuda bhi na jaane kaise kaise rishte banaa deta hai,
Jin ko hum kabhi jaante bhi nahi the,
Unko jaan se bhi pyaara bana deta hai.

Koi wada nahi fir bhi tera intazar hai,
judai ke bavjut bhi tujse pyar hai,
tere chahere ki udasi de rahi hai gawahi,
mujse milne ke lia tu bhi bekarar..

Dhoop hoti hai suraj se,
jalna zameen ko padtaa hai,
mohobbat hoti hai aap
se tadapna hum ko padta hai..

Har taraf noor hai khusboo hai
Teri ankhon mein kaisa jadoo hai Sari duniya
hai meri jholi mein Aur duniya meri bas tu hai

Pilana farz tha kuch bhi pila diya hota,
Sharab kam thi to pani mila diya hota,
Agar zuban pe sharm-o-haya ka pehra tha,
To muskura ke sar hi hila diya hota.

Hasraton ki nigahon pe sakth pehra hai.
Na jane kis umeed pe dil thehra hai.
Teri chahat ki kasam ae dost,
apni dosti ka rishta pyar se bhi gehra hai...

Hasna jindagi hai,
has kar gum boolana jindagi hai,
jeet kar hanse to kya hanse,
haar kar khushiyan manaana jindagi hai

Ik zara si bhool khata ban gayi,
meri vafai hi meri saza ban gai,
dil liya aur khel kar tod diya,
hamari jaan gai unki adaa ban gai.

Jab kabhi tera naam lete hai Dil se hum inteqam lete hai
Meri barbadiyo ke afsane Mere yaro ke naam lete hai
Bas yehi ek jurm hai apna Hum muhabat se kaam lete hai.

Raatein Gumnaam Hoti Hein,
Din Kissi Ke Naam Hota Hai.
Hum Zindagi Kuchh Iss Tarah Jitey Hein Ki
Harr Lamha Doston Ke Naam Hota Hai !

Har subha apki hseen ho,
har sham apki rangin ho,
khuda aapka naam is kadar kare roshn
ki har shkhs apko pane ka shokin ho.

Ek adaa apki dil churani ki,
ek adaa apki dil mein bas jane ki
ek chehra apka chand ke jaisa,
ek zid hamarie chand ko pane ki.

Aasman humse naraz hai,
chand ka gussa behisab ha.
woh sab humse jalte hain,
kyunki chand se behtar dost humare paas hai.

Vishwas bhari woh muskan tumhari,
dil ko choo leti har baat tumhari.
aankhon se ojhal ho jao marzi tumhari,
par kaise bhoole har yaad tumhari.

Kafan na dalo mere chehre pe,
mujhe aadat hai muskurane ki.
na dafnao meri laash ko..
mujhe abhi bhi umeed hai uske aane ki!!!!!

Aaj chand pe noor hain,
is baat ka usko guroor hai.
hum kambakht kis pe guroor kare .
humara toh chand hi humse door hai!!!!!

Jis din se juda woh humse hue,
us din se iss dil ne dhadkana chod diya.
chand ka moo utra utra sa hai..
sitaron ne bhi chamkana chod diya..

Ek lamhe mein unhone yeh zindagi savar di,
ek lamhe mein unhone yeh zindagi ujad di.
kasoor unka nahi humara tha ..
joh in do lamho mein humne zindagi guzar di!!!!!

Zinadgi sabko mile zaruri nahi,
mohabbat sab ko mile zaruri nahi.
kuch log bahaut yaad aate hai zindagi mein..
par woh bhi hume yaad kare zaruri nahi.

Tum na milo yeh hakikat hai,
zindagi insan ki zarurat hai.
kisi din aao humari mehfil mein ,
jaan jaoge ki zindagi kitni khoobsurat hai.

Kisi ko mohabbat ki sachai maar dalegi,
kisi ko mohabbat ki gaherai maar dalegi.
kar ke mohabbat koi nahi bachega ..
jo bacha use tanhai maar dalegi!!!!!

Duaon ki bheed mein ek dua humari,
jisme maangi humne har khushi tumhari.
jab bhi muskurae aap dil se..
samjho dua kabool hui humari...!!!!!!

Koi aankhon aankhon se baat kar leta hai
Koi aankhon aankhon mein mulakaat kar leta hai
Bada Mushkil hota hai tab Jawab dena
Jab koi Khamosh rehkar Sawaal kar leta hai

Ssafar mein dhoop to hogi jo chal sako to chalo
sabhi hain bheed mein tum bhi nikal sako to chalo
yehi hai zindagi kuch Khwaab chand ummidein
inhee khilonon se tum bhi bahel sako to chalo
Jab Paas Ho To Rukh Se, Nigahain Na Modna
Jab Dour Ho To Mera, Tasavvur Na Chodna
Aye Dost!!! Dil Lagane Se Pehle Ye Sonch Le
Mushkil Bahut Hai, Rishton Ki Zanjeerain ko Todna

Aaina dekhay mujhay kyun ghoor ghoor kay...
Pass koi aa raha hay door door say....
Kya hua hay na janay is dil ko......
Seenay main kyun dhadkay yah zor zor say...

Ek lamhe me unhone
humari jindagi sawar di,
Ek lamhe me unhone
humari jindagi ujjad di,
kasur unka nahi humara tha ki do lamho mein
humne jindagi gujaar di

Kisi ki lash phoolo se saji hai,
Kisi ki lash bina kafan ke padi hai,
Ae bhai jara dekh kar chal,
Najane maut kaha kaha khadi hai.

Dosti Ke Bhi Kuch Andaaz Hote Hain,
JaagtiAakhoon Me Bhi Kuch Kwaab Hoten Hain,
Zaroori Nahin Ke Gham Me Aansoo Nikle,
Muskurate Aakoon Me Bhi Sailaab Hote Hain.

Rone ka to aalam aisa tha,
hum jhoom ke saawan tak pahoonche,
do char hi aansoon aise the,
jo aap ke daaman tak pahoonche...

Bagair jane pahechane ikrar na kijiye,
Muskura kar diloko bekar na kijiye,
Phool bhi de jate hai zakham gahere kabhi kabhi,
Har phul par yu aaitbar na kijiye

Dosti ki raho mai kabhi akelapan na mile,
Aai dost zindagi mai tumhe kabhi gum na mile,
Dua karte hai hum khuda se,
Tuhme jo bhi dost mile HUM se kam na mile

Nanhi se dil me armaan koi rakhna,
Duniya ki bhid me pahechan koi rakhna,
Acche nahi lagte jab rahte ho udas,
In hotho pe sada muskan vahi rakhna.

Waqt Tera Gulam Hoga,
Har Pal Pe Tera Hi Naam Hoga,
Jara Mudke Dekh E Mere Dost,
Har Kadam Par Mera Saath Hoga

Zamane se kab ke hum gujar gaye hote,
Thokar na lagi hoti bach gaye hote,
Bandhe the to bas tere dosti ke dhage mai,
Warna kab ke motiyo jaise bikar gaye hote

Humne bhi chaha har manjil karib ho,
Har waqt aapka saath naseeb ho,
Par wahan khuda bhi kya kare,
Jahan insaan khud badnseeb ho!

Hum ruthe to kiske bharose,
Kaun hai jo aayega hume manane ke liye,
Ho sakta hai taras aa bhi jaye AAPKO,
Par dil kaha se laau AAPSE ruth jane k liye

DIL KE ZAKHMO KO JAB KOI SHAYRI KAHE.
TO DARD NAHI HOTA;
TAKLEEF TO TAB HOTI HAI ,,
JAB KOI WAAH WAAH KRTA HAI!!!!!!!!!!

zindagi ki har khwahish puri nahi hoti.
sirf umeed se har cheez haasil nahi hoti.
sach hai ki dil ki lagi kabhi nahi bujti.
par gum se pehele kabhi khushi nahi milti................

HAR TARAF KHAMOHI KA SAAYA HAI
JISE DEKHO WAHI PARAYA HAI
GIR PADA HOON MOHABBAT KI BHOOK SE.
PAR LOG KEHETE HAI :"DEKHO PEEKAR AAYA HAI"......

AISI BAAT NAHI HAI KE MUZE TAJMAHAL BANANE NAHI AATA
PAR SACH TO YEH HAI KE MAIN APNI MUMTAZ KO MARNA NHI CHAHTA....

IS PATHAR KI DUNIA MEIN AKSAR DIL TUT JAAYA KAR TE HAIN
AANLHEN BHI SAMBHAL KAR BAND KARNA MERE DOST
PALKO KE BICH BHI SAPNE TUT JAAYA KARTE HAI ....

KITNA PYAR KARTE HAI HUM UNSE
KASH UNKO BHI YE EHSAS HO JAYE;
MAGAR AISA NA HO KE VO HOSH ME AAYE,
JAB HUM GEHRI NIND ME SO JAAYE.....

UNHE CHAHNA HAMARI KAMZORI HAI,
UNHE NAHI PAANA HAMARI MAJBURI HAI
VO KYUN NAHI SAMAJTE HAMARI KHAMOSHI KO,
KYA PYAAR KA IZHAAR KARNA ZAROORI HAI......

PATHAR PANI MEIN MAT PHEKO,
USE KOI AUR BHI PITA HAI,
ZINDAGI JINI HAI TO HASKE JIO,
TUMHE DEKH KAR KOI AUR BHI JITA HAI........

Har ashq ka matlab gam nahi hota,
Duriyo se pyar kam nahi hota,
Waqt beqaqt ho jati hai aankhein nam,
Kyonki yaado ka koi mausam nahi hota.

Battamizi pe hum aagaye to
Tum sarifo ka phir kya hoga
Hai sishe ke ghar tumhare
Mara patther to phir kya hoga????

Na khawabo mai dekha, na nazaro mai dekha,
Hazaro mai humne ek tumhi ko dekha Gum dene wale to hal pal hai yaha,
Har pal khushi dene walo mai ek aapko hi dekha. .                                                               
Teri yaad mai aasuo ka samandar bana liya,
Tanhai ke saher mai apna ghar bana liya,
Suna hai log pujte hai patther ko,
Es liye dil apna patther bana liya.
Haqiqat mohabbat ki judai hoti hai,
Kabhi kabhi pyar mai bewafai hot hai,
Hamari taraf haath badaha kar to dekh,
Dosti mai kitni sacchai hoti hai

Rishton ki ye duniya hai nirali,
Sab rishton se pyari hai dosti tumhari,
Manzur hai aansu bhi aakhon mai hamari,
Agar aa jaye muskan hotho pe tumhari.

Meri dua hai ki tu sab se naikserat (good by nature) ho,
Teri tarah tera dil bhi khubsurat ho,
Dua se qabl (Before) mile jo tu chahe,
Khud dua ko tere haath ki zarurat ho

Zindagi mai kuch na mila to kya gum hain,
aapki dosti milikya kam hain,
aapke dil main ek choti si jagah ho paalu,
to woh jagah tajmahal se kya kam hain...

Khushi ko dhundhne se gam milte hain,
yeh gam zindagi main hardam milte hain,
jo dil ke saare dard baat le,
aise log zindagi main kam milte hain

Vishavas banke log zindagi main aate hai,
khwab banke aankho main sama jaate hain.
Pehle to yeh hekin dilate hain ki woh hamaree hain,
fir na jaane kyun tanha chhod jaate hain... :

Khushi mili, has na sake,
gham mile to ro na sake,
zindagi ka yahi hai dastur,
jise chaha use pa na sake..
jise paya use chah na sake..

Nafrat thi hamse to izhaar kyun kiya?
dena tha zeher to Pyaar kyun kiya?
dekar zeher kehte hain ke peena hi hoga,
aur jab pee gaye zeher, to kehte hain jeena hi hoga...

Unki aankho me sitara nazar aata hain,
dubate dil ko kinaara nazar aata hain,
kaise roke aarzoo ke is samandar ko?
har sitam unka, ishara nazar aata hain...
Paas aakar door chale jaate hain...
ham akele the akele reh jaate hain...
dil ka dard kise bataye...
marham lagane vaale he zakhm de jaate hain...

Koi shaam aati hain tumhari yaad lekar,
koi shaam jaati hain tumhari yaad dekar,
hamein to us shaam ka intezaar hai
jo aaye tumhe saath lekar...

Nanhe se dil me armaan koi rakhna,
Duniya ki bhid mai pachchan koi rakhna,
Acche nahi lagte jab rahete ho tum udas,
En hotho pe muskan sada wahi rakhna.

Najane kyu koi humse khafa raheta hai,
Bina koi wajah humse dur raheta hai,
Koi jake unko bata de jara,
Uski muskan se hamari aankho mai noor raheta hai

Dhoka Diya tha Jab Tune Mujhe,
Zindgi Se Main Naraaz Tha,
Socha Ki Dil Se Tujhe Nikaal Du,
Magar Kambkhat Dil Bhi Tere Pass Tha...

Gam K Aansu Dikha Nahi Sakte,
Apna Haq Aap Par Jata Nahi Sakte,
Anmol Ho Tum Meri Nigahon Me,
Yeh Bat Hum Aapko Bata Nahi Sakte.

Ek Din Baharo Ke Phul Murja Jayenge,

Bhul Se Hum Tumhe Kabhi Yaad AAyehge,

Ehsas Hoga Tumhe Mere Pyar Ka,

Jab Bahut Dur Hum Tumse Chale Jayenge.

Milon dur tak kali raat aur har taraf tanhai hai,
Kahi hai matam to kahhi sehnai hai,
Yunto dost tuje roj mila karte hai,
Par jane kyu aaj teri yaad me aakh bhar aayi hai.

Wade bhi dosto ne kya khub nibhaye,
Zakham muft aur dard tohfe me bhijwaye,
Is se bhadhkar wafadari ki misaal kya hogi,
Ke maut se pahele dost kafan leaaye

Mili hai saza unse dil laga ne ki,
Nazar lag gayi hamare pyar ko zamane ki,
Kabar se nikle hue dono haath kehte hai,
Aarzoo reh gayi unko gale lagane ki

Dard kafi hai bekhudi ke liye,
Maut zaruri hai zindagi ke liye,
Kaun marta hai kisi ke liye,
Hum to zinda hai aap jaise dosto ke liye!

Dost mile to dosti karo,
Dosti mile to use nibhaya karo,
Nibhani hai to kurbania deni padegi,
Kurbaniya deni ho to daro mat,
Agar darna hai to Dost mat bano

zindagi rishte ke saath chal na saki,
Lakh chaha par sambhal na saki,
Dil ke hatho hi bik gai duniya,
Saans aaisi ruki ke chal na saki

"ZINDAGI EK AARZOO HAI JISE PYAR KIYA JATA HAI,
ZINDAGI EK PYALA HAI JISE BAR BAR PIYA JATA HAI,
UMR GATHTI HAI HAR EK SAANS NAE LENE SE,
PHIR BHI ENSAAN HAI KE SAANS LIYE JATA HAI"

Zindagi mai kuch na mila to kya gum hain,
aapki dosti milikya kam hain,
aapke dil main ek choti si jagah ho paalu,
to woh jagah tajmahal se kya kam hain...

Khushi ko dhundhne se gam milte hain,
yeh gam zindagi main hardam milte hain,
jo dil ke saare dard baat le,
aise log zindagi main kam milte hain

Vishavas banke log zindagi main aate hai,
khwab banke aankho main sama jaate hain.
Pehle to yeh hekin dilate hain ki woh hamaree hain,
fir na jaane kyun tanha chhod jaate hain...

Khushi mili, has na sake,
gham mile to ro na sake,
zindagi ka yahi hai dastur,
jise chaha use pa na sake...
jise paya use chah na sake..

Nafrat thi hamse to izhaar kyun kiya?
dena tha zeher to Pyaar kyun kiya?
dekar zeher kehte hain ke peena hi hoga,
aur jab pee gaye zeher, to kehte hain jeena hi hoga...

Unki aankho me sitara nazar aata hain,
dubate dil ko kinaara nazar aata hain,
kaise roke aarzoo ke is samandar ko?
har sitam unka, ishara nazar aata hain...

Paas aakar door chale jaate hain..
ham akele the akele reh jaate hain..
dil ka dard kise bataye...
marham lagane vaale he zakhm de jaate hain...

Koi shaam aati hain tumhari yaad lekar,
koi shaam jaati hain tumhari yaad dekar,
hamein to us shaam ka intezaar hai
jo aaye tumhe saath lekar...

Khwabo ke mahal me kalpana ka vaas hai
abhi baki meri chand saans hai
shayad tumhare aane ki koi gunjaish nahi
par tum se milne ki ab bhi aas hai
Aapko bhool jau umar gujarne ki baat hai,
aapko na ho yakeen ye aur baat hai,
jab tak rahegi saans tab tak rahoge yaad,
ye saans toot jaaaye to aur baat hai,

Lamhe judai ke bekarar karte hain
haalat mere mujhe laachar karte hain
aankhe meri pad lo kabhi
ham khud kaise kahe ki aapse pyar karte hain


Dooriyo se fark padta nahi hai,
baat ko dilo ki nazdikiyo se hoti hai,
dosti to kuch khaas aap jaise se hai,
varna mulaqat na jaane kitne logo se hoti hai,

Dekha nahi hai koi tujhsa,
dekhne tujhe jannat se bhi laut aayange,
jab tak deedar na ho tera,
hum mar ke bhi chain se na mar paayange..

Tufan me kashti ko kinare bhi mil jate hai
jahan me logo ko sahare bhi mil jate hai
duniya me sabse pyari hai zindagi
kuch log zindagi se pyare bhi mil jate hai


Apne hothon par sajana chahta hu,
aa tujhe me gungunana chahta hu,
thak gaya me karte karte yaad tujhko,
ab tujhe me yaad aana chahta hu

Bikhre ashkon ke moti hum pro na sake,
Teri yaad Me sari raat so na sake,
Bheeg na Jaye ansuo me tasvir teri,
Bus yehi soch Kar hum ro Na sake.

Unki mohabbat ka abhi nishan baaki hai,
naam labh par hai jaan baki hai,
kya hua agar dekh kar muh fer lete hain,
tasalli hai ki abhi shakal ki pehchan baaki hai

Pagal nazaren dil diwana lagta hai,
tera mera pyar purana lagta hai,
phoolon me lipte pathar aaye hai,
ye to koi dost purana lagta hai

Dil se tera khayal naa jaaye to kya karu,
Tu hi bataa tu yaad aaye to kya karu,
Hasrat ye hai ki ek nazar tujhe dekh lu,
Magar kismat wo lamha naa laye to kya karu

Unhe chahana hamari kamzori hai,
Unse keh nahi pana hamari majburi hai,
Wo kyun nahi samajhte hamari khamoshi ko,
Kya pyaar ka izhaar karna zaruri hai

Wo ruthe is kadar ki manaya naa gaya,
Durr itne ho gaye ki paas bulaya naa gaya,
Dil to dil tha, samundar ka saahil nahi,
Likh diya jo naam to phir mitaya naa gaya

Kalam uthayi hai lafs nahi milta,
Jisko dhoond rahein hain vo shaks nahi milta,
Firte hain vo jamaane ki talaash mein,
Bas hamare liye unhe waqt nahi milta.                                                                     
Sitam ko humne berukhi samjha,
Pyaar ko humne bandgi samjha,
Tum chahe hame jo bhi samjho,
Par hamne to tumhe apni zindgi samjha

Yaadon ki dhund me teri parchai si lagti hai,
Sannate mein gunjhti koi shehnai si lagti hai,
Tum kareeb ho to apnapan hai,
Varna seene mein sanse bhi parai si lagti hai

Dil jisse jinda hai,
Wo tamanna tum hi to ho,
Hum jisme bas rahe hai,
Wo duniya tum hi to ho

Tu jabse mila,
To har khushi milne lagi,
Thodi thodi roz mujhko zindagi milne lagi

Aisa nahi ki aap yaad aate nahi,
Khata sirf itni hai ki hum bataate nahi,
Pyaar to bohot karte hai hum aapse,
Nadan ho aap isliye hum jataate nahi

Waqt guzarta raha, par sanse thami thi,
Muskura rahe the hum, par ankho mein nami thi,
Saath hamare ye jahan tha sara,
Par naa jaane kyun tumhari kami thi

Har ishq ka matlab gam nahi hota,
Duriyo se pyar kam nahi hota,
Waqt bewaqt ho jati hai aankhein nam,
Kyonki yaado ka koi mausam nahi hota.

Na khawabo me dekha, na nazaro me dekha,
Hazaro me humne ek tumhi ko dekha, Gum dene wale to hal pal hai yaha,
Har pal khushi dene walo me, ek aapko hi dekha.

Teri yaad me aasson ka samandar bana liya,
Tanhai ke saher me apna ghar bana liya,
Suna hai log pujte hai patther ko,
Is liye dil apna patther bana liya.

Haqiqat mohabbat ki judai hoti hai,
Kabhi kabhi pyar me bewafai hoti hai,
Hamari taraf haath badaha kar to dekh,
Dosti me kitni sacchai hoti hai

Rishton ki ye duniya hai nirali,
Sab rishton se pyari hai dosti tumhari,
Manzur hai aansu bhi aakhon me hamari,
Agar aa jaye muskan hotho pe tumhari.

Is kadar humari chahat ka imtihaan mat lijiye,
Kyu ho khafa ye bayan to kijiye,
Kar dijiye maaf agar ho gayi koi khata,
Yu yaad na kar ke saza to na dijiye !

Battamizi pe hum aagaye to
Tum sarifo ka phir kya hoga
Hai sishe ke ghar tumhare
Mara patther to phir kya hoga?

Dil hi dil me hum unse pyaar karte he,
Chup-chap unki mahobbat ka intezaar karte hai,
Jin raho par unka chalna mushkil hai,
Unhi raho pe hum unka intezaar karte hai !!

Ankhon ki zuban wo samaj nahi pate
hoth magar kuch kahe nahi pate,,
apni bebasi kis tarah kahe hum,
koi he jiske bina hum reh nahi pate!                                                                     
Ankhon me aansu aa jate hai
phir bhi labo pe hasi rakhni padti he,
ye mohabbat bhi kya chiz hai yaro
jise chahte hai usise chupani padti hai !

Dil ki dhadkan ko dhadka gaya koi
Mere khawabo ko mehka gaya koi ,
hum to anjane rasto pe chal rahe the
achanak hi pyar ka matlab sikha gaya koi !

Raat gujri phir mehekti subah ayi,
dil dhadka phir tumhari yaad ayi,
aanko ne mehsoos kiya uss hawa ko ,
jo tumhe chhukar hamare pass ayi.

Dil to Jalkar rakh ho gaya,
magar in ankho se roya na gaya,
kuch jakhm judai ke aise mile ki
phoolon ke bister pe bhi soya na gaya

Raat hui jab shaam k baad, teri yaad ayi har baat ke baad,
humne khamosh rehkar bhi dekha, teri awaaj ayi har saans ke baad..

Chirago se andhere door ho jate, toh chand ki chahat hamme na hoti,
agar kat sakti akeli ye jindagi to apki jaroorat hamme na hoti..

Log har manzil ko mushkil samajhte hai, ham har mushkil ko manzil samajhte hai.
Bada fark hai log aur hamare nazarie me, log dil ko dard aur ham dard ko dil samajhte hai..

Yaaden teri rakh di hai sambhalkar, Dur kahi is dil se nikalkar.
Sab kuch to vapas le liya hai aapne dur jaakar, in yaadon ko bhi le jana kisi roz aakar..

"Raat ki khamoshi raas nahi aati"
"Meri parchayi bhi ab mere paas nahi aati"
"Kuch aati hai toh bas teri yaad jo aakar ek pal bhi mujhse door nahi jaati"..

Khushbu ki tarah aapke paas bikhar jayenge, Sukun bankar dil mein utar jayenge,

Mehsus karneki koshish kijiye, dur hokar bhi paas nazar ayenge.

Bewaja kisi ko sataya nahi karte, had se jyada kisi ko tadpaya nahi karte,
jinki sanse chalti ho apke sMs se, une apne sMs k liye rulaya nahi karte. . .

Jitna pyar paya hai tumse. Ussse aur jyada pane ko jee chahata hai.
Jane who kaun se khoobi hai aap mein
ki har rishta aapse banane ko jee chahata hai..

Pyar karnevale PARESAN ho jate he
Shadi karnevale SHARABI ho jate he,
Divorce denevale DEVDAS ho jate he,
Ham se Dosti karnevale MSG SE MEHARBAN ho jate he

Dil k zakhmo par mat ro mere yaar, wkt har zkhma kaa marham hota hai,
dil se jo sachaa pyaar kare, unka to khuda bhi deewana hota hai..

Jab jab aapse milane ki ummid nazar ayi, Mere paav mai janjir nazar ayi,
Gir pade aasun aakhon se , or har ek aasun mai aapki tasvir nazar ayi..

Chahane se koi baat nahi hoti, thode se andhere se raat nahi hoti,
jinhe chahate hai jaan se zyada, unse aaj kal mulakaat hi nahi HOTI.-

Vo dil kya jo milne ki dua na kare, tujhe bhul kar jiyun khuda na kare,
rahegi teri dosti meri zindagi bankar,ye baat aur hai agar zindagi hi vafa na kare....!!

Jo Hadse Na Guzar Jaye Wo Pyar Hi Kya. Jo Pyar Karnepe Majbur Na Karde Wo Ikrar Hi Kya.
Intezar To Sab Karte He, Saanse Tutne Tak Jo Sath Na De Wo Yaar Hi Kya!!

Pee hai sharab har gali har mehkhane se, ek dosti si ho gai hai sharab ke jam se,
gujre hai hum kuch aise mukam se ki nafarat si ho gai mohabbat ke naam se.

Har dhadkan mein ek raz hota hain, har baat ko batane ka ek andaz hota hai,
jab tak thokar na lage bewafai ki, har kisi ko apne pyar par naz hota hai.

Yeh sach hai ki. Aa jata hai shohrat ka Asar..
insaan to kiya dar-o-deewar badal jate hai..
Aur bewafa badle ya naa badle..
Waqt aane par wafadar badal jate hai.

Dosti Ke Nam Pe Diwane Chale Aate Hai. Shama Ke Piche Parwane Chale Aate Hai.
Tumhe Yad Na Aayee Khair. Aana Meri Maut Par. Us Din To Begane Bhi Chale Aate Hai.

Kisiko apna banane me der lagti hai, ek vada nibhane me der lagti hai,
pyar to pal bhar me ho jata hai, magar unhe bhulane me umar lagti hai....

Jaan se bhi zyada unhe pyar kiya karte the, yaad unhe din rat kiya karte the,
ab un raho se guzra nahi jata, jaha baith kar unka intezaar kiya karte the.!

'Ek mulakat anjan hoti hai, Anjan se hi to pehchan hoti hai.
Jaha dekho waha ishq ke bimar bethe hai, Hajaro mar chuke hai lekin sekdo taiyar bethe hai.. hai..    ........................................////////.               
Lamha lamha intzar kiya us lamhe ke liye or woh lamha aya bhi to bus ek lamhe ke liye,
guzarish yehi hai khuda se ke kash woh lamha fir aye 1 lamhe ke liye .

Khuda se thoda reham khareed lete, aapke zakhmon ka marham khareed lete,
agar kahin bikti khusiyan meri, to saari bech kar aapka har gum khareed lete..

Phool khilte hai baharo ka sama hota hai aise mousam me to pyar java hota hai
dil ki bato ko to hotho se nahi kahete ye afsana to nigaho se baya hota hai...

Nasha hum karte hai ilzam sharab ko diya jata hai per isme kusoor sharab ka nahi unka hai jinka chehra hamein har jaam mein nazar aata hai..

Is kadar hamari chahat ka imteha na lijiye kyon ho humse khafa ye bayan to kijiye
kar dijiye maaf agar ho gayi humse khata yu khamosh rehkar hume saza na dijiye

Duniya mein bewafaon ki kami nahin hai. Ab suraj ko hi dekho lo aata hai
USHA ke saath, rehta hai KIRAN ke saath aur jaata hai SANDHYA ke saath.

Khuda bhi na jaane kaise kaise rishte banaa deta hai, Jin ko hum kabhi jaante bhi nahi the...Unko jaan se bhi pyaara bana deta hai...

Koi wada nahi fir bhi tera intazar hai, judai ke bavjut bhi tujse pyar hai,
tere chahere ki udasi de rahi hai gawahi, mujse milne ke lia tu bhi bekarar..

Dhoop hoti hai suraj se, jalna zameen ko padtaa hai,
mohobbat hoti hai aap se tadapna hum ko padta hai..


Zubaan se naam lete hi aankho se aanshu chalak jaate hai,
kabhi hazaro baate kiya karte the aaj ek baat te liye bhi taras jaate hai.

Sooni zindagi me halchal mehsoos hui, bejan dil me dhadkan mehsos hui,
jane kyu aaj aisa laga,shayad tumhari kami mehsoos hui.                                                                       
Ugta hua suraj dua de aapko, khilta hua phool khusbo de aapko
hum to kuch dene ke kabil nahi hai, dene wala hazar khushiyan de aapko..!!

Pilana farz tha kuch bhi pila diya hota Sharab kam thi to pani mila diya hota
Agar zuban pe sharm-o-haya ka pehra tha To muskura ke sar hi hila diya hota..

Devdas ko babu ji ne kaha ghar chod do,
maa ne kaha paro chod do,
paro ne kaha sharab chod do,
par TUMSE kis ullu ne kaha sms karna chod do

Aansuon Me na dhoondna hamein, Dil me hum bas jaayenge!
Tamanna ho agar milne ki, to band aankhon me nazar aayenge!!

Aaj khushiyo ki koi badhai dega, Nikla hai chand to dikai dega,
ae dost dosti ki hai hmne aapse, Aapka ek aansu bhi ghira to sunai dega..

Kisne kaha judai hogi, Kisi gair ne ye khabar udai hogi..
Bade shaan se rahenge hum aap k dil me, Itne dino me kuch to jagah banai hogi..!

Kya aap confidence se chalte hai...
kya aap penalty bharte hai...
kya aap mobile ke bill se darte hai...
To aap sms kyon nahi karte hai?...

Hasraton ki nigahon pe sakth pehra hai. Na jane kis umeed pe dil thehra hai.
Teri chahat ki kasam ae dost, apni dosti ka rishta pyar se bhi gehra hai...

Log kehte hain jise hum chahte hain wo chand ka tukda hai,
Per hum kehte hai ki hum jise chahte hai chand uska tukda hai.

Ik zara si bhool khata ban gayi, meri vafai hi meri saza ban gai,
dil liya aur khel kar tod diya, hamari jaan gai unki adaa ban gai.

Ek adaa apki dil churani ki, ek adaa apki dil mein bas jane ki
ek chehra apka chand ke jaisa,ek zid hamarie chand ko pane ki...

Mombati ke andar ka dhaga bola, mai jalta hu to tu kyu pigalti hai?
Mombati boli, jisko dil me jagah di ho wo bichade to ansoon to niklte hai.

Maussam bada behal hai sur hai na tall hai
msg box bhi kangaal hai, kya aapki msg factory mein bhi hadtaal hai?

kisi ki chahat pe jinda rehne wale hum na the, kisi pe mar mitne wale hum na the
aadat si pad gayi tumhe yaad karne ki, warna kisi ko yaad karne wale hum na the.

Jab kabhi tera naam lete hai Dil se hum inteqam lete hai
Meri barbadiyo ke afsane Mere yaro ke naam lete hai
bas yehi ek jurm hai apna Hum muhabat se kaam lete hai.

Raah asaan ho gayi hogi Jaan pehchaan ho gayi hogi
Phir palat kar nigah nahi aayi Tujhpe qurbaan ho gayi hogi
Teri zulfo ko chedti thi hawa Khud pareshan ho gay

Dilse teri yaad na jaye to me kya karu, tasvir me tu hi tu aaye to mai kya karu,
lene ko to le aau tumhe khwabo me,par nind hi na aye to mai kya karu

Ap kya jano hum kitna yad karte hai, mano ya na mano har pal fariyad karte hai,
roz khat likhte hai CARTON NETWRK ko aur bas ap hi ko dikhane ki maang karte hai.

Dosti mai dil ka tamasa dekha nahi jata, Humse tuta hua sisa dekha nahijata.
Apne hisse ki sari khusiya lutadu tumper, Humse tera utra hua chehara dekha nahijata!

Tere dar pe wo aa hi jate hai jinko peene ki aas ho saqi
Aaj itni pila de ankhon se khatm rindo ke pyas ho saqi

Khoobiyan itni to nahi hum mein, ki kisi ke dil mein ghar kar jayenge
par bhoolna bhi aasaan nahi hoga, aisa zaroor kuch kar jaayenge....
                       Read more

कोई टिप्पणी नहीं:

एक टिप्पणी भेजें